Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeDilwale Dulhania Le Jayenge (1995)
HomeDilwale Dulhania Le Jayenge (1995)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


ho koyal koohke hook uthaye yaadon ki bandook chalaye koyal koohke hook uthaye yaadon ki bandook chalaye baagon mein jhulon ke mausam wapas aaye re ho baagon mein jhulon ke mausam wapas aaye re ghar aa jaa pardesiiii tera des bulaye reeee iss gaon ki anpadh mitti padh nahin sakti teri chitthi ye mitti tu aa kar choome to iss dharti ka dil jhoome mana tere hain kuchh sapne par hum to hain tere apne bhoolne wale humko teri yaad sataye re ghar aa jaa pardesiii ve tera des bulaye reeeee panghat pe aayin mutyarein chham chaam payal ki jhankarein kheton me lehrayi sarson kal parson mein beete barson aaj hi aaja gatta hansta tera rasta dekhe rasta are chhuk chhuk gaadi ki siti aawaz lagaye re ghar aa jaa pardesiiiii tera des bulaye reeeee hmm hmm hmm hmm hmm hmm haathon mein pooja ki thaali aayi raat suhaagon waali hoo chand ko dekhun haath main jodun karwa chauth ka vrat main todun tere haath se pi kar pani daasi se ban jaun rani aaj ki raat jo maange koi wo paa jaaye re
naa jaane mere dil ko kya ho gaya abhi to yahin tha abhi kho gaya naa jaane mere dil ko kya ho gaya abhi to yahin tha abhi kho gaya naa jaane mere dil ko kya ho gaya abhi to yahin tha abhi kho gaya ho gaya hai tujhko to pyaar sajna laakh kar le tu inkaar sajna ho gaya hai tujhko to pyaar sajna laakh kar le tu inkaar sajna dildaar sajnaa hai ye pyaar sajnaa aaaaa aaaa aaaa aaaaa aaaaa aaaa hoooo oooooo oooooooo aaaaa aaaaa aaaaa ho gaya hai tujhko to pyaar sajna laakh kar le tu inkaar sajna dildaar sajnaa hai ye pyaar sajnaa dekha na tune mud ke bhi peechhe kuchh der to main ruka tha jab dil ne tujhko rokna chaha door tu jaa chuka tha huaa kyaa naa jaanaa ye dil kyun deewana ho gaya hai tujhko to pyaar sajna laakh kar le tu inkaar sajna ho gaya hai tujhko to pyaar sajna laakh kar le tu inkaar sajna dildaar sajnaa hai ye pyaar sajnaa aye waqt ruk jaa tham jaa thehar jaa waapas zara daud peechheee main chhod aayi khud ko jahaan pe wo reh gaya mod peechheee kahaan main
ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho mehndi laga ke rakhna doli saja ke rakhna mehndi laga ke rakhna doli saja ke rakhna lene tujhe o gori aayenge tere sajna ho ho ho ho ho aa aa aa aa aa aa aa aa aa sehra saja ke rakhna chehra chhupa ke rakhna sehra saja ke rakhna chehra chhupa ke rakhna ye dil ki baat apne dil mein daba ke rakhna udd udd ke teri zulfen karti hai kya ishaare dil thaam ke khade hain aashiq sabhi kanware chhup jaayen saari kudiyaan ghar mein sharam ke maare gaanv mein aa gaye hain paagal shehar ke saare nazren jhuka ke rakhna daaman bacha ke rakhna nazren jhuka ke rakhna daaman bacha ke rakhna lene tujhe o gori aayenge tere sajna main ek jawaan ladka tu ik haseen ladki ye dil machal gaya to mera kusoor kya hai rakhna tha dil pe kaaboo ye husn to hai jaadoo jaadoo ye chal gaya to mera kusoor kya hai rasta hamara takna darwaza khulla rakhna rasta hamara takna darwaza khulla rakhna lene tujhe o gori aayenge tere sajana kuchh aur ab na kehna kuchh aur ab
mere khaabon mein jo aaye aake mujhe chhed jaaye mere khaabon mein jo aaye aake mujhe chhed jaaye usse kaho kabhi saamne to aaye mere khaabon mein jo aaye aake mujhe chhed jaaye usse kaho kabhi saamne to aaye mere khaabon mein jo aaye kaisa hai kaun hai wo jaane kahan hai hooo kaisa hai kaun hai wo jaane kahan hai jiske liye mere honthon pe haan hai apna hai ya begaana hai wo sach hai ya koi afsaana hai wo dekhe ghoor ghoor ke yunhi door door se usse kaho meri neend na churaaye mere khaabon mein jo aaye aake mujhe chhed jaaye usse kaho kabhi saamne to aaye mere khaabon mein jo aaye jadoo sa jaise koi chalne laga hai hooo jadoo sa jaise koi chalne laga hai main kya karoon dil machalne laga hai tera deewana hoon kehta hai wo chhup chhup ke phir kyun rehta hai wo kar baitha bhool wo le aaya phool wo usse kaho jaaye chand le ke aaye mere khaabon mein jo aaye aake mujhe chhed jaaye mere khaabon mein jo aaye aake mujhe chhed jaaye usse kaho kabhi saamne to aaye mere
ruk jaa o dil deewaane poochoon to main zara ladki hai ya hai jaadu khushboo hai ya nasha ruk jaa o dil deewaane poochoon to main zara ladki hai ya hai jaadu khushboo hai ya nasha paas wo aaye to chooke main dekhoon zara ruk jaa o dil deewaane poochoon to main zara dekhein wo idhar haske bekhabar thaam ke dil hum khade hain gum sum si nazar uski hai magar honthon pe shikve bade hain baat ban jaaye to main baat chhedoon zara ruk jaa o dil deewaane poochoon to main zara ladki hai ya hai jaadu khushboo hai ya nasha sharma wo gaayi ghabra wo gaayi maine jo usko pukaara ye dil le liya usne kar diya ankhon hi ankhon mein ishaara jaan bhi jaaye to ghum na karoon main zara ruk jaa o dil deewaane poochoon to main zara ladki hai ya hai jaadu khushboo hai ya nasha mehfil mein haseen tu hi to nahin ruthi tu kis liye akeli jispe yoon fidaa ye dil ho gayaa wo to hai teri ik saheli maan wo jaaye to baahon mein leloon zara ruk jaa o dil deewaane poochoon to main zara ladki hai ya
tujhe dekha to ye jaana sanam pyaar hota hai deewaana sanam tujhe dekha to ye jaana sanam tujhe dekha to ye jaana sanam pyaar hota hai deewaana sanam tujhe dekha to ye jaana sanam pyaar hota hai deewaana sanam ab yahaan se kahaan jaayein hum teri baahon mein marr jaayein hum tujhe dekha to ye jaana sanam pyaar hota hai deewaana sanam ab yahaan se kahaan jaayein hum teri baahon mein marr jaayein hum tujhe dekha to ye jaana sanam lala la lala lala la la la lala la la la la la la aankhein meri sapne tere dil mera yaadein teri mera hai kya lala la sab kuchh tera lala la jaan teri saansein teri meri aankhon mein aansoon tere aa gaye muskuraane lage saare ghum tujhe dekha to ye jaana sanam pyaar hota hai deewaana sanam ab yahaan se kahaan jaayein hum teri baahon mein marr jaayein hum tujhe dekha to ye jaana sanam ye dil kahin lagta nahin kya kahoon main kya karoon haan tu saamne lala la baithi rahe lala la main tujhe dekha karoon toone aawaz di dekh main aa gayi pyaar se
hmm hmm hmm hmm hmm hmm lala lala lalaaaa lara lala lalaaaaa aaaaa zara saa jhoom loon main are naa re naa re naa zara saa ghoom loon main are naa re naa re naa aa tujhe choom loon main are naa re baba naa main chaliiiii ban ke hawaaaaa rabba mereeeee mainu bachaaaaa zara saa jhoom loon main are naa re naa re naa zara saa ghoom loon main are naa re naa re naa aa tujhe choom loon main are naa re baba naa main chaliiiii ban ke hawaaaaa rabba mereeeee mainu bachaaaaa mausam ye beimaan masti kaa ye samaan roko o logon zameen pe girne lagaa aasmaan thumak thumak ke jhoolungi main udd ke gagan ko chhoo lungi main chaliiiii ban ke hawaaaaa rabba mereeeee mainu bachaaaaa zara saa jhoom loon main are naa re naa re naa zara saa ghoom loon main are naa re naa re naa aa tujhe choom loon main are naa re baba naa thandi thandi pawan jalta hai ye badan jee chaahtaa hai banaa loon tujhko apna sajan huaa nahin ye pehle kabhi meri chaal badal gayi abhi abhi main chaliiiii ban ke
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Ghar Aa Jaa Pardesi Dilwale Dulhania Le Jayenge (1995) 07:32 20475
 
Poster of Dilwale Dulhania Le Jayenge (1995)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1995
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Jatin Lalit
On Screen Actors- 
Shahrukh Khan, Kajol
Duration : 07:32   Song Number : 20475   

Ho Gaya Hai Tujhko To Dilwale Dulhania Le Jayenge (1995) 05:50 20517
 
Poster of Dilwale Dulhania Le Jayenge (1995)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1995
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Jatin Lalit
On Screen Actors- 
Shahrukh Khan, Kajol
Duration : 05:50   Song Number : 20517   

Mehndi Laga Ke Rakhna Dilwale Dulhania Le Jayenge (1995) 04:50 20901
 
Poster of Dilwale Dulhania Le Jayenge (1995)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1995
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Jatin Lalit
Duration : 04:50   Song Number : 20901   

Mere Khaabon Mein Dilwale Dulhania Le Jayenge (1995) 04:15 20925
 
Poster of Dilwale Dulhania Le Jayenge (1995)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1995
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Jatin Lalit
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Shahrukh Khan, Kajol
Duration : 04:15   Song Number : 20925   

Ruk Ja O Dil Deewane Dilwale Dulhania Le Jayenge (1995) 05:29 12331
 
Poster of Dilwale Dulhania Le Jayenge (1995)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1995
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Jatin Lalit
Singer- 
Udit Narayan
On Screen Actors- 
Shahrukh Khan, Kajol
Duration : 05:29   Song Number : 12331   

Tujhe Dekha To Ye Jaana Sanam Dilwale Dulhania Le Jayenge (1995) 05:04 13130
 
Poster of Dilwale Dulhania Le Jayenge (1995)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1995
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Jatin Lalit
On Screen Actors- 
Kajol, Shahrukh Khan
Duration : 05:04   Song Number : 13130   

Zara Sa Jhoom Loon Main Dilwale Dulhania Le Jayenge (1995) 05:53 21493
 
Poster of Dilwale Dulhania Le Jayenge (1995)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1995
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Jatin Lalit
On Screen Actors- 
Shahrukh Khan, Kajol
Duration : 05:53   Song Number : 21493